Testi Soundtracks :: S

0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z1

Slumdog Millionaire - Aaj Ki Raat (Sonu Nigam, Mahalaxmi Lyer & Alisha Chinoi)

shaam hai, jaam hai, aur hai nasha

tan bhi hai man bhi hai pighla hua

chhayi hai rangeeliyan

phir bhi hain betabiyaan

kyun dhadakta hai dil, kyun yeh kehta hai dil

deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

aaj ki raat, hona hai kya,

paana hai kya, khona hai kya

aaj ki raat, hona hai kya,

paana hai kya, khona hai kya



do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga

jo hamesha tha mera bhi mera hoga?

kaun kiske dil mein hai faisla hoga

faisla hai yahi jeet hogi meri

oh deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

aaj ki raat, hona hai kya,

paana hai kya, khona hai kya

aaj ki raat, hona hai kya,

paana hai kya, khona hai kya



aao main tumse kahoon baat chupke se

rang badlegi pal mein raat chupke se

tumko le jaaonga phir saath chupke se

jaaoge tum kahan, dekho main hoon yahan

deewana ko ab tak nahin hai yeh pata

aaj ki raat, hona hai kya,

paana hai kya, khona hai kya

aaj ki raat, hona hai kya,

paana hai kya, khona hai kya