Sach Keh Raha Hai Deewana Testo

Testo Sach Keh Raha Hai Deewana

(Sach keh raha hai deewana dil Dil na kisi se lagaana) - 2 Jhoothe hai yaar ke vaade saare Jhoothi hai pyaar ki kasmein Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja Ussi ne yaaron mera dil Toda toda, tanha tanha chhoda Sach keh raha hai deewana dil Dil na kisi se lagaana Jhoothe hai yaar ke vaade saare Jhoothi hai pyaar ki kasmein Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja Ussi ne yaaron mera dil Toda toda, tanha tanha chhoda Mausam mausam tha suhaana bada Mausam mausam maine dekha usse Hua main paagal bas pal bhar mein, aah Mausam mausam tha suhaana bada Mausam mausam maine dekha usse Hua main paagal bas pal bhar mein Aake basi hai voh mere mann mein Uski kami hai ab jeevan mein Voh door hai meri nazron se Kyoon usse main chaahoon Oh, sach keh raha hai deewana dil Dil na kisi se lagaana Jhoothe hai yaar ke vaade saare Jhoothi hai pyaar ki kasmein Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja Ussi ne yaaron mera dil Toda toda, tanha tanha chhoda Sundar sundar voh haseena badi Sundar sundar main to khone laga Uske nashe mein bin piye baheka, aah Sundar sundar voh haseena badi Sundar sundar main to khone laga Uske nashe mein bin piye baheka Ek din usse bhoola doonga main Uske nishaan mita doonga main Chaahoonga na main us patthar ko Jaa usse bata de (La lai lai lai lai la le La lai lai lai lai la) - 2 Maine har lamha jisse chaaha, jisse pooja Ussi ne yaaron mera dil Toda toda, tanha tanha chhoda