Zara Zara Testo

Testo Zara Zara

(Zara zara bahekta hai, mahekta hai Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon Mujhe bhar le apni baahon mein) - 2 Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa Yeh doori kehti hai paas mere aaja re Yunhi baras baras kaali ghata barse Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein Meri khuli khuli laton ko suljhaaye Tu apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein Zara zara bahekta hai, mahekta hai Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon Mujhe bhar le apni baahon mein Aaja re aa re Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein Ek baar ae deewane jhootha hi sahi pyaar to kar Main bhooli nahin haseen mulaaqaatein Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar Roothega na mujhse, mere saathiya yeh vaada kar Tere bina mushkil hai jeena mera mere dil mein (Zara zara bahekta hai, mahekta hai Aaj to mera tan badan, main pyaasi hoon Mujhe bhar le apni baahon mein Hai meri kasam tujhko sanam, door kahin na jaa Yeh doori kehti hai paas mere aaja re Aaja re, aaja re, aaja re