Ab Hain Neend Kise Testo

Testo Ab Hain Neend Kise

tujhse puchu ek sawaal bol zara kya hai tera haal kya meri tarah tu bhi tadapta hai ab hai neend kise ab hai chain kaha hosh udaaye tera shabaab mere sawaal ka de tu jawaab kya tera dil bhi aise dhadakta hai ab hai neend kise ... neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani jiyaa churaa ke le gaye kunvaare kanganaa doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke main to le aaungaa mere anganaa pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai ab hai neend kise ... saari saari rainaa teri yaad sataaye barasaat sataaye sajanaa kaate na katein ye din ab tere bin mulaaqaat sataaye sajanaa paas aake bhi tu duur rehta hai ab hai neend kise ...